JHONE MCAFEE कौन थे -
dosto aaj hum aap ko McAfee antivirus ke founder ke bare me batane wale hai jinhone jail me आत्महत्या kar liye. hum aaj aap ko un ke bare me pure
details ke sath batane wale hai. kise JHONE DAVID MCAFEE ne करोडो ki company khadi ki aur phir esa kya kiya ki un ki death hal hi me jail me hui.
ji ha dosto jhon david McAfee, McAfee antivirus ke founder the, jhone McAfee ki birth "18 september 1945" ko hua tha. jhon mcafee ek
british-american the, wo professional rup se ek computer programmer aur business man the, aur shayad aap logo ko nhi pata par wo 2 bar us ke
presidental candidate bhi rhe the aur dono hi baar unhe har ka samana krna pada, aur 23 june 2021 ko unhone आत्महत्या kar li.
JHONE MCAFEE NE ANTIVIRUS COMPANY KO KAB BANAYA THA-
jhone macfee ne 1987 me antivirus company McAfee ko banaya tha, unhone computer me aa rhe virus ke liye es program ko banaya tha,jis se us samay
puri duniya paresan thi,McAfee antivirus ane ke baad logo ko kafi rahat pahucha, 1994 me enhone company se इस्तीफा de diya aur baad me es company ko
Intel ne kharid liya.
dosto humne aap ko ye to bata diya ki jhone mcafee kon the aur unhone kya banaya tha, par jis problem se ladne ke liye unhone antivirus McAfee ko
banaya tha, us problem virus ko bhi hum thoda jaan lete hai.
यह भी पढ़े।
telegram se paise kaise kamaye
winzo app se paise kaise kamaye
ANTIVIRUS KYA HAI-
dosto antivirus asal me ek program hota hai jo ki computer me ese promgram ko delet karne ka kaam karta hai jis se ki hamare computer software ko
नुकसान pahuch sakta hai. dosto anti virus program ko anti malware software bhi kha jata hai, ye hamare computer system me malware,spyware jaise
corrupt software ka pata lga ke unhe delet karne ka kaam karta hai, ye sare virus aap ke computer ko slow kar dete hai,dosto aaj ke samay me bahut
sare antivirus market me उपलब्ध hai jaise ki McAfee antivirus.
ANTIVIRUS KAAM KAISE KARTA HAI-
jab bhi hum koi anti virus apne computer me install karte hai to ye antivirus program hamare computer ki sari files ko scane karta hai, aur ye
scane karte samay computer ki file aur virus ki file ko alag-alag karta hai phir jaise hi es ko koi esa program milta hai jo ki virus deta se
match hota hai ye turant us ko pahchan ke ख़तम kar deta hai.
dosto anti virus, virus ko pahchanne ke liye alag-alag tariko ka estemal krta hai.
-Heuristic-based detection
-sandbox detection
-signature-based detection
-data mining techniques
-behavioural-based detection
dosto humne aap ko sath me ye bhi bata diya ki anti-virus kya hai, jis se ki aap logo ko jhone mcafee ki क़ाबलियत ka pata lag sake, dosto es baat me koi sandeh
nhi hai ki jhone david mcafee kafi काबिल admi the.
JHONE MACFEE PE आरोप KYA THE-
dosto etne काबिल admi pe tax chori ke आरोप lage, unhone 2014 se 2018 tak tax return file nhi kiya tha, jab ki wo acha-khasa paisa kama rhe the.
america me unke khilaf arrest warrant nikal chuka tha esliye jhone mcafee ko 2020 me barcilona airport se arrest kiya gya tha, jis ke baad unhe spane
ki jail me rakha gya tha, aur jald hi jhone mcafee america bheje jane wala tha.
यह भी पढ़े।
BHIM app se paise kaise kamaye
teen patti game se paise kaise kamaye
JHON MACFEE KI DEATH KAISE HUI-
JHONE MACFEE ko barcilona ki jail me mara hua paya gya, shayad unhone आत्महत्या kar li hai, abhi tak yahi official khabar hai.
निष्कर्ष-
dosto hume es article me jhone daved mcafee ke bare me aap ko sari details dene ki kosis ki hai, dosto hum aap ke liye ese hi latest news par
article le ke ate rahenge, dosto agar aap ko article ko le ke koi sawal ho to aap hume commonts kar ke bata sakte hai. agar aap ko hamara ye news
article acha lga to to ese apne dosto ke sath share kare,hum aap ke liye latest news le kar aate rahenge.
0 टिप्पणियाँ